Thursday, April 15, 2010

Shayari..

Kahne ko to bahut kuch hai magar kah nahi paatein hain
Unki yaad me itna khoye rahte hain ki apni hi halat nahi samajh paatein hai
Rah dekhate hai har roz unki ek jhalak pane ke liye
Lekin pata nahi us waqt ye badal kaha se umad aate hain.

Aaj bhi unko hum utni hi mohabbat karte hain
Lekin pata nahi hum kyun nahi kah paatein hai
Chahte to hum bhi hai unse milna
Par kya karein hum judai se bahut darte hain..

3 comments:

Anonymous said...

are wah!
kahan tha tumhara yeh talent!
good one!

Anil Anuragi said...

Hahahaha talent to bahut hai par "wo" samajhen to pahle. :P :P Anyway thanx for ur appreciation. ;)

Unknown said...

gud shayaries Anil
so u have steped in new talent.
gud keep it up.